Sabaq No 347
RasulALLAH S.A.W. ki Hazrat Uqba bin Aamir ko Ajeeb Nasihatey :
• Surah Ikhlaas (Surah No. 112)
• Surah Falaq (Surah No. 113)
• Surah Naas (Surah No. 114)
Unhe (uuparwali 3 QurAani Suraton ko) kabhi Nahin bhulna aur har Raat padh liya karna
Momin ki Nijaat :
• Zubaan Thaamey Rakhne (fuzul baat karne ke bajaai khamosh rahne) mey,
• (kaam se faarig hone ke baad) Apne Ghar mey Baitha Rahney mey aur
• Apnee Khatao par (ALLAH ke paas Taubah mey) Rotey rahney mey hai !!
• Jo Tujhse katey us sey Tu Juud,
•Jo Tujhe Mahrum rakhe Tu usey de,
•Jo Tujh par Zulm karey Tu usey MuAaf kar !!
(baHawaala Tafseer Ibne Kasee-5/616 aur Bikhrey Moti-7/97)

No comments: